Kuch sawalaat...
Yeh zindagi bohat hasin hai aur
dil ke bohat kareeb hai…,
Socha kuch sawalaat karlu tujsa
maana tu bohat ajeeb hai…,
Teri har shai ko aajmaya hai pyar
kiya aur pyar paya hai….,
Kya fareeb kya dhoka sab paya hai
phir bhi tu bohat haseen hai…,
Har shai ko humne pyar kiya har
shai ko hamna aapnya hai…,
Fir aaj yeh soonapan kaisa hamna
toh saab kiya jo tune siklaya hai…,
Zindagi kyo aaj mera daman khali
hai quo koi issa na bhar paya hai….,
Aankhen hai num kyu bata qyo dard
phir say aaj ubhar aya hai…,
Aaj yeh jaam khatam kyu hogaya
qyo saki laut key na aya hai….,
Batta saas kyo kam hai bata aaj
saab rasta qyo baad hai….,
Aye zindagi tu bohat haseen hai
dil ke bohat kareeb hai….
Akhari sawalaat…
Kaab ayege bahar phir say laut
ayage hoto pa muskrahat phir say….,
Kaab hoga didar unn say puchooge
saab agosh me aaka un say….
0 comments: