Intezar...
Har aahat pay tere karib hone ka
ahsaas hai…,
Dil yu toh dharkta hai paar tere
liya bekar hai…,
Tujhe bulate yeh kajra, chudi aur
kagna hai…,
Tujhe bulate mere yeh sune paayse
naina hai…,
Aabhi jao sajna inn palako par
tere hi khwaab hai…,
Aabhi jao sanjna ab toh need bhi
kar rahi haaran hai…,
Teri harek baat to uss khuda ka
hukam mana hai…,
Teri famaish kar puree aapna
dharma nebhaya hai…
Aa ja ab toh dil na mana tuna
bhut tarpaya hai…,
Aa ja lalay agosh main ab toh
saan thamna ko aya hai…
..Deep…
0 comments: