Wednesday 6 March 2013

Kuch sawalaat...


Kuch sawalaat...




Yeh zindagi bohat hasin hai aur dil ke bohat kareeb hai…,

Socha kuch sawalaat karlu tujsa maana tu bohat ajeeb hai…,

Teri har shai ko aajmaya hai pyar kiya aur pyar paya hai….,

Kya fareeb kya dhoka sab paya hai phir bhi tu bohat haseen hai…,

Har shai ko humne pyar kiya har shai ko hamna aapnya hai…,

Fir aaj yeh soonapan kaisa hamna toh saab kiya jo tune siklaya hai…,

Zindagi kyo aaj mera daman khali hai quo koi issa na bhar paya hai….,

Aankhen hai num kyu bata qyo dard phir say aaj ubhar aya hai…,

Aaj yeh jaam khatam kyu hogaya qyo saki laut key na aya hai….,

Batta saas kyo kam hai bata aaj saab rasta qyo baad hai….,

Aye zindagi tu bohat haseen hai dil ke bohat kareeb hai….

Akhari sawalaat…

Kaab ayege bahar phir say laut ayage hoto pa muskrahat phir say….,

Kaab hoga didar unn say puchooge saab agosh me aaka un say….

….Deep…

Author:

0 comments: