Wednesday 13 February 2013

Kyu...

Kyu


kyu aksar aisa hota hai...ek ka gum durse ka marhaam hota hai...

kyu aisa aksar hota hai...jab ek aasoo bheta hei toh duje ka dil bhi rota hai...

kyu aisa aksar hota hai...dard se dard ke milte hi taar yahan..., toh dono ka dil toot ke rota hai...

kyu aisa aksar hota hai...yeh dard ka rishta dil se bhi ajeez hota hai

kyu aisa aksar hota hai...ek ka gum durse ka marhaam hota hai...

...Deep..

Author:

0 comments: